Pyaar Bina Chain Lyrics-Tanishk Bagchi |Shubh Mangal Zyada Saavdhan

Pyaar Bina Chain Lyrics from Shubh Mangal Zyada Saavdhan recreated version by Tanishk Bagchi. Yaar Bina Chain Lyrics new version is penned by Vayu


Yaar Bina Chain Lyrics-Tanishk Bagchi|Shubh Mangal Zyada Saavdhan
Image Source : Youtube

Pyaar Bina Chain Lyrics-Tanishk Bagchi :

Meri marzi mera dil
Jisko doon tujhko kya
Duniya wale jo bhi bolein
Kehne do mujhko kya

Main khullam khulla
Aaj yeh izhaar karta hoon
Main aadmi hoon
Aadmi se pyar karta hoon muah

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Yaar humein paisa nahi pyar chahiye
Koyi manchaaha dildar chahiye

Pyar ko zamana kamzor samjhe
Aashikon ko duniya yeh chor samjhe
Pyar na rukega chahe war kar le

Ayushmann bhava!

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Arey pyaar kar le

Arey pyaar kar le



Pyaar Bina Chain Lyrics/Song Details :-

Song Title : Yaar Bina Chain
Movie : (Shubh Mangal Zyada Saavdhan)
Music : Tanishk Bagchi
Lyrics : Vayu
Label : T-Series

Watch Trailer

Leave a Comment

error: Content is protected !!